Showing posts with label Santa Banta. Show all posts
Showing posts with label Santa Banta. Show all posts

Tuesday, July 8, 2014

Santa ki Shadi

Santa : kal meri shadi hai aur ladki walon ne kam log bulaye hai.
Banta : to isme prob kya hai?
Santa :pata nahi papa mujhe le jayenge ya nhi

Friday, November 1, 2013

Santa ka Beta..

Santa Ko Beta Hua. Use Jyotish ke pass le Gaye
Jyotish:Ye jiska naam pehle bolega wo mar jayega
Baccha bola "PAPA" aur dusre din padosi mar gaya

Santa ki Machali

Santa: oye Banta machali khayega?
Banta: nahi yaar usme bahot kaante hote hain.
Santa: oye chadd yaar, chappal pahen ke kha lena.

Sunday, May 15, 2011

21 Topein..

Banta : Praji, Jab Main Paida Hua Tha To Military Walon Ne 21 Topein Chalayeen Thi.
Santa : Kamaal Hai ! Sab Ka Nishana Kayse Chook Gaya..?

Tuesday, May 10, 2011

Kiski Pant

Teacher : Agar tumhari aik Pocket me 500 Rs ho aur doosri mein 1000, to tum kya Sochogay ?
Santa: Yahi k mene kisi aur k Paint pehen li hai