Showing posts with label Sad SMS. Show all posts
Showing posts with label Sad SMS. Show all posts

Saturday, December 24, 2011

Ajib Kahani

Apni Zindgi Ki To Ajib Kahani Hai
Jis Chiz Ko Chaha Wo Hi Begani Hai
Hanste hai Duniya Ko Hasane Ke Liye
Varna Duniya Dub Jaye In Ankho Me Itna Pani Hai

Tuesday, December 7, 2010

Uff tak nahi Karta....

Aaina Toot Kar Aks pe Shaq Nahi Karta,
Bina Gul ke Gulshan Mehka Nahi Karta,
Badnaseeb toh sine main chupa hua Dil Hai,
Jo Toot ke Chur ho jata hai par Uff tak nahi Karta.

Koi na mila...

Koi na mila aisa jis per duniya luta dete,
Sub ne dhokha diya kis kisko bhula dete.
Dil ka dard dil me dabaye rakha he,
Bayan kiya hota to mehfil ko rula dete.

Saturday, November 20, 2010

Shikwa Uski yado se..

Shikwa Uski yado se Kuch is Traha Kiya Hamne,
Hasti hui Shama Ko rula diya humne.
Ek Lamha Diya Tha usne Jine k liye,
Or Usi me Zindagi Ko Bita diya Hamne.

Chhod diya

Humne Unke Samne aana Chhod diya,
Aapni Chahat ko jatna chhod diya,
Qki Jithe the Jinki hasi pe,
Unhone hi dekh kar hume Mushkurana chhod diya.

Chhod diya

Humne Unke Samne aana Chhod diya,
Aapni Chahat ko jatna chhod diya,
Qki Jithe the Jinki hasi pe,
Unhone hi dekh kar hume Mushkurana chhod diya.

HUM milenge

Zindagi mein hamesha naye dost milenge,
kahi zyada to kahin kum milenge.
Aitbaar zara soch kar karna,
mumkin nahi tumhe har jagah HUM milenge.

Tootte Tare Ko Dekha

Tootte Tare Ko Dekha To Socha Mang Lu Aj Fariyad Koi
Jab Manga Kuch To Dil Se Aawaz Aayi
Jo Khud Toot Raha He Wo Kese Pure Krega Arman Koi...