Showing posts with label Dard SMS. Show all posts
Showing posts with label Dard SMS. Show all posts

Sunday, May 15, 2011

Ashko ke moti..

Hum woh hai jo har haal me muskurate rehte Hai,
apne har gamoko dil ki gehrai me chhupate rehte,
Kise hamari parvah nahi firbhi sabke ashko ke moti banate rehte hai

Sunday, January 16, 2011

Uski Khwahish...

Be Wajah Usne Jane Kyu Duri Kardi
Bichhad Ke Mohabbat Hi Adhuri Kardi
Meri Qismat Me Gam Aye To Kya
Khuda Ne Uski Khwahish To Puri Kardi.

Saturday, January 15, 2011

Dard

Ab dard ko be dard hone laga hai,
Ab dard khud mera jakhm dhone laga hai,
Dard ke maare hum to royen na kabi,
Dard khud he hume chu kar rone laga hai.

Tuesday, December 7, 2010

Uff tak nahi Karta....

Aaina Toot Kar Aks pe Shaq Nahi Karta,
Bina Gul ke Gulshan Mehka Nahi Karta,
Badnaseeb toh sine main chupa hua Dil Hai,
Jo Toot ke Chur ho jata hai par Uff tak nahi Karta.

Koi na mila...

Koi na mila aisa jis per duniya luta dete,
Sub ne dhokha diya kis kisko bhula dete.
Dil ka dard dil me dabaye rakha he,
Bayan kiya hota to mehfil ko rula dete.

Tanha Chhod Gaye...

Dil Main Jagah di toh Dil Tod Gaye,
Bepanah Mohabbat ki toh Bewafai kar Gaye,
Taras Na Aaya Unhe Hamari Wafaon pe,
Isliye Tadapne ke liye Tanha Chhod Gaye.

Saturday, November 20, 2010

Shikwa Uski yado se..

Shikwa Uski yado se Kuch is Traha Kiya Hamne,
Hasti hui Shama Ko rula diya humne.
Ek Lamha Diya Tha usne Jine k liye,
Or Usi me Zindagi Ko Bita diya Hamne.

Chhod diya

Humne Unke Samne aana Chhod diya,
Aapni Chahat ko jatna chhod diya,
Qki Jithe the Jinki hasi pe,
Unhone hi dekh kar hume Mushkurana chhod diya.

Chhod diya

Humne Unke Samne aana Chhod diya,
Aapni Chahat ko jatna chhod diya,
Qki Jithe the Jinki hasi pe,
Unhone hi dekh kar hume Mushkurana chhod diya.

HUM milenge

Zindagi mein hamesha naye dost milenge,
kahi zyada to kahin kum milenge.
Aitbaar zara soch kar karna,
mumkin nahi tumhe har jagah HUM milenge.

Monday, November 1, 2010

Jeena chahte hai

Jeena chahte hai, magar Zindagi raas nahi ati,
Mrna chahte hai, Magar Maut pas nahi ati,
Bahut udas hai Hum is Zindgi se,
Kismat bhi tadpane se baaz nahi aati..